Yahaan par kya kar saktey hain?🙄🙄🙄🙄
@Kunfaaya Yaha par bagawad bhi ho sakti hai.😕
@wierdmind Bagaawat kissey? Saare apne hi hain yahaan.

@Kunfaaya bagawat unke khilaf jinse picha chudane ke liye hum sab yaha ikhatha hue hai.

Bagawat unke khilaf jinhone aisa mahol banaya hai.

@wierdmind
Uske liye toh wahin jung ladni padegi. Woh abtak yahaan pahaunchein nahin hain. Yahaan par toh aapas mein hi "Hello Hi" ho raha hai. One big happy family.😜
@Kunfaaya lol @ aapas mei hello-hi ho raha 😂
@kafkaaz
Baithe baithe kya karein, karna hai kuch kaam waali baat hai. Ek doosre ko RT karte raho. Hum bhi khush, tum bhi khush.🤭🤭🤭
@Kunfaaya Han waise Antrakshari ka idea bhi thik hai
@kafkaaz
Hai na? Yahaan Sanghi bhi nahin hain toh Vande Mataram se shiru bhi nahin karna padega.