Yahaan par kya kar saktey hain?🙄🙄🙄🙄
@Kunfaaya Yaha par bagawad bhi ho sakti hai.😕
@wierdmind Bagaawat kissey? Saare apne hi hain yahaan.

@Kunfaaya bagawat unke khilaf jinse picha chudane ke liye hum sab yaha ikhatha hue hai.

Bagawat unke khilaf jinhone aisa mahol banaya hai.

@wierdmind
Uske liye toh wahin jung ladni padegi. Woh abtak yahaan pahaunchein nahin hain. Yahaan par toh aapas mein hi "Hello Hi" ho raha hai. One big happy family.😜
@Kunfaaya True, but yaha par ham ORGANIZE aur UNITE ho sakte hai aur obviously BAGAWAT to zung ke maiden me hi hongi but we were not prepared earlier which we can work out here.
@Kunfaaya lol @ aapas mei hello-hi ho raha 😂
@kafkaaz
Baithe baithe kya karein, karna hai kuch kaam waali baat hai. Ek doosre ko RT karte raho. Hum bhi khush, tum bhi khush.🤭🤭🤭
@Kunfaaya Han waise Antrakshari ka idea bhi thik hai
@kafkaaz
Hai na? Yahaan Sanghi bhi nahin hain toh Vande Mataram se shiru bhi nahin karna padega.