Falak ke kisi khwab sa palkon pe sazaya (maa ne), khuli aankhe to zameen ka shehzada bana diya. Loriyon ko chandni ka libas pehnakar(maa ne), makhmali neend ko mera bistar bana diya. Pehla kadam uthaya to haathon ko pakadkar (maa ne), ladkhadate mere kadmon ka sahara bana diya. Khuda ne rakha he zannat ko kadmon tale (maa ke) , or baap ko zannat ka darwaza bana diya.. few lines of a poem from my book I'm working on these dayz...if you like then boost nd share with your freinds.. @Deepsealioness

