Official Elia

@Parlo_tweets
74 Followers
38 Following
31 Posts
Baigan ki baataN nakko karo!

@Parlo_tweets
beqarai si beqarari hai
wasl hai aur firaq taari hai

jo guzaari na ja saki hum se
hum ne woh zindagi guzari hai

us se kahiyo kay dil ki galioN mai
raat din teri intezari hai

ik mehak samt-e-jaaN se aai thi
maiN yeh samjha teri sawari hai

haadisoN ka hisab hai apna
warna har aan sab ki baari hai

bin tumhare kabhi nahiN aai
kya meri neend bhi tumhari hai

khush rahe tu ke zindagi apni
umr bhar ki ummeed wari hai

hijr ho ya wisal ho kuchh ho
hum haiN aur us ki yaadgari hai

झूठों ने झूठों से कहा है, सच बोलो,
सरकारी ऐलान हुआ है सच बोलो,
घर के अंदर झूठों की एक मंडी है,
दरवाजो पर लिखा हुवा है सच बोलो।

#AYODHYAVERDICT 😂😂

@ParadoxicalPari meem se muslim 😂
8th November should be considered as disaster day! Because of Advani's birthday and demonetization. 😂
@Parlo_tweets
* Note counting jaari hai
* still counting
* still counting
* still counting
* 99 percent of the demonetised notes came back.
#demodisaster

वो तुम्हे #AYODHYAVERDICT पर ले जाएंगे..

तुम #NoidaFilmCityExcavation पर अड़े रहना।

Sirf hungama khada karna mera maqsad nahi hai
Meri koshish hai ki surat badalni chahiye!

~ Kaise?

Mukka maar ke!

Demonetization revisit.

• No cash
• No cash
• No cash
• No cash
• No cash
• No cash
• No cash
• No cash
• No cash
• No cash
• No cash
• No cash
• No cash
• No cash
• people are dying.
• sarhad pe humare jawan..
• Bharat Mata Ki Jai!
• 2000 ke chhutte nahi hai.

The floor is #mastodón

Me: