Mera bhi ek hansta khelta pariwaar he aap sab ki tarah, mujhe bhi Dar lagta he bolunga to kya hoga, me bhi bekhauf zeena chahta hun .. Par kya karun mulk ke halaat dekhkar bechain hun.... har pal sochta hun kal naya sawera aayega, hamari takleefon ke andhere ko dur bhagayega, lekin kya ye sab khudse hi ho jayega, me bhi kaha kisi apne se bichadna chahta hun .. Par kya karun mulk ke halaat dekhkar bechain hun... few lines from my book I'm working on ritenow... if you like share with your freinds.
@Rizwanalidun313 beautiful. Can't wait to read your book