Sadiyaan lagi khaq ko insaan hone me, badi karamati zubaan he unki pal me haiwaan banaya . Khud ki auladon ko shiksha dilayen ke afsar docter banaye, tumharon ko raasta e shamshan kabristaan dikhaya, gar chink bhi de saheb to amrica London me ho ilaaj, mrityushaiyya par bhi ho Tum to swadeshi gaumutra ka raspan bataya . Gulaami ka tauk he jise deshbhakti samajh gale me daal rahe ho, fanda bhi kya khub haseen nafraton ke karigar ne banaya . Few lines from my upcoming book